
HAUNTED EXPERIENCE IN AND AFTER OFFICE !
Main aaj office gaya Maine ODC mein ghusne jahi rahatha ki maine dekha, ODC k piche wale khopche mein, 1 ladke na ladki ko dhakka dediya, Main daud k gaya, mujhe laga shayad wo ladka, uss ladki ko harm kar raha hoga, Lekin mujhe kya pata tha ki wo uska Sugar Daddy hain.
Bhag aya main....
ODC mein ghussa, washroom gaya face dhone , fir bahar aya, to dekha Cafe Machine k pass 2 log smooch kar rahe hain. Waah ji waah !
Bhag aya main....
Cabin mein ghussa, 1 hr keliye sab kuch sahi tha, fir bahar dekha to Park mein 2 couple agaye tehelne... Waah Ji Waah...
Lekin aab kaha bhagu...
Office khatam, Ghar Jane keliye bus stand mein main khada lachar aadmi... Achanak se ek ladki dhakka marke bhaggi, kyunki usne apna bus miss kardiya...
Lekin yaar ladki ka wrist watch gir gaya tha, lekin ab main use kaise du yeh.. to fir pane Lost and Found Dept mein submit kardiya...
Mujhe bus mila, finally seat mila. Gana sunte sunte , window seat mein betha jaraha tha main ghar, par maine kuch notice kiya...
Ladies seat se ek ladki mujhe niharte ja rahi thi. Aur wo kaun thi ?
Wo wahi thi , jo subah Sugar Daddy k saath khel rahi thi. Mujhe dar laga...aur main ?
Bhagaaa.....
Talking product sense with Ridhi
9 min AI interview5 questions